Dua e Ahishq Ye jo hum mein tum mein hai rabta, Khuda kare ye sada rahe… Ye charagh hai to jala rahe, Ye phool hai to khila rahe, Tujhe naseeb hun Muskrahtein, Tere pass tera habeeb ho, Tu jahan rahe sukhi rahe, Tere sath meri Dua rahe, Tu Dua karey to qabool ho!, Jo wafa kare to wasool ho, Koi ghum na tere qareeb ho, Tere jevan khushi say khara rahe, Tu jhan chale saba chale, Tu jhan ruke saba chale, Tu jhan ruke bahar ho, Teri jis taraf bhi uthay nazar…, Wohin masam e gul khila kere! Ameen
Archive for October, 2009
AURAT Agar beti hai to rehmat, Agar bivi hai to shohar kia nisf, Iman ki waris, Agar maa hai to is kia qadmon taley jannat, Lekin! Janab E Syeda Fatima Zahra (a.s) ki shan dekhye kia! Us baap kia liya rehmat hai jo khud rehmat ul lil aaliameen hain! Us Shohar kia liya bisf imam jo khud kull e imam hain, Aur aap kia qadmon mein un beton ki jannat hai jo khud Jannat kia sardar hai… Subhan Allah
Doctor: Bache ko paani dene say pehla ubaal lena chahiye! Pathan: Woh to theek hai par… Ubalne say bacha mar to nahi jaye ga?
Na chand hoga, Na tary honge, Kia hum humesha kunwarey honge!, Is duniya mein kitno kia nikah ho gaye…, Kia hamarey naseeb mein sirf nikah kia chuware hongye…
Ek lerki thi dewani si, Inter mein wo parhti thi…! Chashma laga ker, kitabin uhta ker, Library say guzrati thi… Kuch parhna tha shayed us ko, fail hony say wo darti thi… Jab milti thi mujh say, bus yahi pocha kerti thi: Yeh inter kaisy hota hai… Yeh inter kaisy hota hai…? Or mein sirf yahi keh pata tha: Kitabin khuli hon ya hon bund, perhna akhri raat hi hota hai, Kesa kahun main Oh yara ya inter kehsa hota hai… Dedicated to all Inter Buddie
Ager Mohabbat un say na mile jo tumhare pyare hain, To phir? Mohabbat un ko zaroor dena jin kia tum pyare ho!
Mere dil kia bavarchi khanay mein, Tera ishq ka choolha jalta hai, Teri yaad kia chaawal paktay hain, Mera roz pateela jalta hai.
Different Between Friend and Best Friend Friend: don’t worry… Everything will be alright Best Friend: Tension na le har jaga zaleel he kervata hai aj bhi ho jyein gye… Friend: You are looking dashing… Best Friend: Khair hai aaj tou bara pyara lag raha hai naha kia aya hai kya? Friend: your dress is cool… Best Friend: Kis say le kia pehna hai
Hr’simt gham e hijr kia toofan hein mohsin, Mat pooch kia hum kitne preshan hein mohsin, Har chehra nazar aata hai tasweer ki soorat, Hum shehr kia loogon say bhi anjan hein mohsin, Jis shehr e mohubbat nay humein loot lia hai, Us shehr se ab kooch kia imkan hein mohsin, kashti abhi umeed ki doobi to nahi hai…, Phir kyun teri aankho mein ye toofan hein mohsin, Ker in ka adab, rakh inhein seenay say kaha ker?, Ye dard, ye tanhaiyan mehmaan hein mohsin.
Kal halki halki barish thi, Kal sard hawa ka raqs bhi tha, Kal phool bhi nikhray nikhray thay, Kal un main aap ka aks bhi tha, Kal dadil kaalay gehray thay, Kal chand pe laakhon pehray thay, Kuch tukry aap ki yadoon kia…, Bari dair sa dil main thehray thay, Kal yaadein uljhi uljhi then, Aur kal tak ye na suljhi then, Kal piyaar kia deep jalay thay, Kal yaad bohat tum aaey thay!

